Sochte hai kya karne aaye hai, Soch ayi pehle ye socho kya kar chuke ho, Socha fir ho gaya jo hona tha, ab kya karna hai, Fir pata chala ki karna to hai, kuch mat socho Bas luft uthao iss zindagi ka, Har pal main ek kahaani hai, Chhodo sochne ka ye jaal, Jeevan behta paani hai.